
Maanu
Singer


Support Maanu on Patreon: www.patreon.com/maanusmusic Baad Ki Baatein is Maanu's debut single and is a procrastinator's anthem. Aa raha hai Chotus. Instagram: https://www.instagram.com/maanusmusic/ Facebook: https://www.facebook.com/MaanusMusic/ Soundcloud: https://soundcloud.com/maanusmusic/bkb Audio Production by Jamal Rahman at @True Brew Synths/Keys by Jamal Rahman Drums by Kami Paul Lyrics/Composition: Maanu (Rehman Afshar) Director: Haider J Ali D.O.P: Ali Aftab Saeed Editing/Post: Mustapha Zafar and Sikander Ali Special thanks to Zain Peerzada, Ali Aftab Saeed, Noor Peerzada and Muhammad Iqbal (sorry not sorry) Lyrics: Baad ki baatein baad pe chorni ki hi aadat daali hai Harr subah se lay ke shaam tak koi nayii aafat chaayi hai Haan peer se jummayraat tak ki tou, alag kahaani hai Haan jummay se aagay hum ne phir koi nayii yain machaani hai Suno meray yaaro dosto labbon pe baat ek aayi hai Suna hai meinay ke aap sab ke sar pe ek dhun chaayi hai Kaha tha meinay barso pehlay, ke ek din aaye ga Lo aagaya hai wo din aur wo ab sab ko nachaaye ga Woah oh oh oh oh oh x4 Tension na lay paaon mein koi ye bhi ek bemaari hai Bus gaanay likhta jaoon kyun itni awazaari Karna chahoon kar na paoon aakhir kyun ye mushkil aati hai Raat ko sonay se pehlay chup ke sar pe cha jaati hai Haan ziddi hun mein bachpan se, rehna chahoon London mein Lahore ki par hai baat hi aur, always outside pachpun (55) main Bachpan mein hota tha mein barha bhola bhaala sa Bachi koi baat karay tou mein ulta sharmaata tha Ab dekho meri raahon ko, dekho meray jalway ko Haan sarr se lay ke paon tak, poora jism hilnay dou Haan naacho aur nachao sab ko yehi tou maqsad hai Khul ke jeena sikhao sab ko, samaa ab mastt hai Sama ab mast hai x2 Woah oh oh oh oh oh x8 Sharam na aaye mujhay kabhi ye bhi ek mera masla hai Karta hun sab ka intezaar kehtay hain sabar ka phal meetha hai Ab jis bhi galli muhalay jaaon har jaga ek hi charcha hai Khul ke jeenay ke naam pe tou har ek banda darta hai Udaas rehnay ki tou lagta hai jaisay kasam khaayi hai Ha
Download subtitle files for this content
No subtitle files available for this title.

Maanu
Singer