
Maanu
Singer


Support Maanu on Patreon: www.patreon.com/maanusmusic Follow on instagram: https://www.instagram.com/maanusmusic/ Follow on Facebook: https://www.facebook.com/MaanusMusic/ Listen on Soundcloud: https://soundcloud.com/maanusmusic/outro Video by Black Parrot Studios Directed by Abdul-Rahman Malik Produced by Bilal Khan Assistant Director: Eman Mahmood Assistant Camera: Muhammad Shah Written and performed by Maanu Produced by BENJI YANG and Zahra Paracha Mixed and mastered by Zahra Paracha Special thanks to Zahra Paracha, Jamal Rahman, @Towers TV, Saweela Khala, Ena Jannat, Khadija Saeed, Jamil Mansoor, Momin Dar, Rafey Sadiq, Irum Shariff, lights and camera crew From the album 'Yain City' Lyrics: Haan mein aon ga Aa kay pyaaray gaanay sunaon ga Meethi meethi baatein kar kay dil jeet jaon ga Na jaon ga, mein tou yahan pe hi reh jaon ga Toroon ga mein dil apna aur mein gum hojaon ga Hassaon ga phir bethay bethay sab ko rulaoon ga Sub ko khush karnay kay chakkar mein mei maara jaon ga Behlaoon ga dil sab ka mein kasam se behlaoon ga Koshish poori hogi kay sab ko mein ye samjhaoon ga Karoon ga mein jo bhi waaday Joothay hon gay waaday saaray Bhool gaya jo thay iraaday Even though I know I promised kay Ab se i'll focus on myself let go of these pretneses Ghalti hai meri I agree I wasn't in my senses Waaday nibhaanay ki zimaydaari hai meray kandhon pe Aur such poocho tou dar lagta hai iss pooray chakkar se Tou aiteraaf lay ke samajh lou meray ye sub gaanay Kyun ke ab aagaya hai Chotus yahan yain machaanay Tou kar lay tyaari ja kay Avoid the khwaari taakay Nafrat na barhay dil mein teray meray liye pyaaray Aur bus tu jaatay jaatay Mujh ko bus ye samjha de Kyun karta hun humeisha mein ye ghalti please bata de Dil ki dewaar gira ke Karta hun pyaar mein Aadhay rehnay ke darr mein reh ke Beth jaata hun bund marwa ke Bus hogayi hai meri Apni inn ghaltion se Zindagi ke iss safar ki inn sab majboorion se Tou phir hum kyun majboor hain Kyun manzil itni door hai Haan bin teray jeena lagta ab aik hudh tak fazool hai Par pyaar
Download subtitle files for this content
No subtitle files available for this title.

Maanu
Singer