
Vahaj Hanif
Singer


Tera Yaar Hoon Main || Cover || Unplugged ||Vahaj Hanif -------------------------------------------------------- Subscribe for more videos: https://www.youtube.com/channel/UCAHvjw8dYShMTntSopry0cw Like Us on Facebook: https://www.fb.com/vahajhanifofficial Instagram: vahajhanif For Live Concerts & Gigs: Contact: +923361858260 CREDITS... Singers: Arijit Singh, Rochak Kohli Lyrics: Kumaar Music: Rochak Kohli Music Label: T-Series Film Directed by: Luv Ranjan Starring: Kartik Aaryan, Nushrat Bharucha and Sunny Singh Release Date: 23 February 2018 Tera Yaar Hoon Main Lyrics Tu jo rootha toh kaun hansega Tu jo chhoota toh kaun rahega Tu chup hai toh yeh darr lagta hai Apna mujhko ko ab kaun kahega Tu hi wajah… Tere bina bewajah bekar hoon main Tera yaar hoon main Tera yaar hoon main Aaja ladein phir khilono ke liye Tu jeete main haar jaaun Aaja karein phir wohi shararatein Tu bhaage main maar khaaun Meethi si woh gaali teri Sun’ne ko taiyaar hoon main Tera yaar hoon main Tera yaar hoon main Tera yaar hoon… Sajna de rang rangaaiyan ve Sagna diyan sehnaiyan ve Dhol wajange yaar nachange Lakh lakh deo badhaiyan ve Khusiyan ‘ch nachda main phiraan Hanjuan ton bachda main phiraan… O jaate nahi kahin rishte puraane Kisi naye ke aa jaane se Jaata hoon main toh mujhe tu jaane de Kyun pareshan hai mere jaane se… Toota hai toh juda hai kyun Meri taraf tu muda hai kyun Haq nahi tu yeh kahe ki yaar ab hum na rahe Ek teri yaari ka hi Saaton janam haqdaar hoon main Tera yaar hoon main… Tera yaar hoon main… Tera yaar hoon main… Tera yaar hoon main…
Download subtitle files for this content
No subtitle files available for this title.

Vahaj Hanif
Singer