
Rahat Fateh Ali Khan
Singer


Published on Jan 5, 2020 Please subscribe n like my channel i am really doing very hard work for this making 😞😞😞 Singer: Rahat Fateh Ali Khan Lyrics: Khalil Ur Rehman Qammar Composer: Ameer Feroz Director: Dilawar Malik Producer: Emran Ali Executive Producer: Kashif Kabir Written By : Khalil Ur Rehman Qammar Executive Producer : Kashif Kabir Directed By: Dilawar Malik Producer: Emran Ali Tag : #zakhmdetehokehtehoseeteraho #zakhmdeteho #jaanletehokehtehojeeteraho #jaanleteho #jeeteraho #laalishq #ishqtolaalhai LYRICS - Dil Ki Rag Rag Se Tapka Hua Hai Lahoo Dil Ki Rag Rag Se Tapka Hua Hai Lahoo Ja Baza Jubajoo Ja Baza Jubajoo Chal Dekho To Masti Bhari Chal Hai Chal Dekho To Masti Bhari Chal Hai Haal Dekho To Bus Haal Behal Hai Ishq To Laal Hai Ishq To Laal Hai Ishq To Laal Hai Ishq To Laal Hai Dil Ki Rag Rag Se Tapka Hua Hai Lahoo Dil Ki Rag Rag Se Tapka Hua Hai Lahoo Kaun Hai Log Ye Zakhm Khaye Hue Dil Ki Maiyar Ko Sar Pe Uthare Hue Aarzooyein Kaha Bech Kar Ayein Hai Aaj Ayein Hai Pucho Ye Kya Laye Hai Ek Mohabbat Se Yeh Na Sambhaale Gaye Ek Mohabbat Na Inse Sambhaali Gayi Zindagi Bas Umeedo Bharo Jeb Thi Zindagi Bas Umeedo Bharo Jeb Thi Jaise Kahli Mili Waise Khali Gayi Kya Mila Hai Mohabbat Ke Bazaar Se Kya Mila Hai Mohabbat Ke Bazaar Se Aaj Firte Ho Dil Ko Nakad Haar Ke Ye Mohabbat Ke Dushman Ki Ek Chal Hai Ishq To Laal Hai Ishq To Laal Hai Ishq To Laal Hai Ishq To Laal Hai Dil Ki Rag Rag Se Tapka Hua Hai Lahoo Dil Ki Rag Rag Se Tapka Hua Hai Lahoo Jab Kaha Tha Mohabbat Gunah To Nahi Phir Gunah Ke Bara Bar Saza Kyu Mili Zakhm Dete Ho Kheye Ho Siite Raho Jaann Lekar Kahoge Ki Jeete Raho Pyar Jab Jab Zameen Par Utara Gya Zindagi Tujhko Sadke Me Wara Gaya Pyar Zinda Raha Maqhtalo Me Magar Pyar Zinda Raha Maqhtalo Me Magar Pyar Jisne Kiya Hai Wo Mara Gya Had Yahi Hai To Had Se Guzar Jayenge Had Yahi Hai To Had Se Guzar Jayenge Ishq Chahega Chup Chap Mar Jajenge Ye Mohabbat Me Nikli Hui Faal Hai Ishq To Laal Hai Ishq To Laal Hai Ishq To Laal Hai Ishq To Laal Hai Dil Ki Rag Rag Se Tapka Hua Hai Lahoo
Download subtitle files for this content
No subtitle files available for this title.

Rahat Fateh Ali Khan
Singer