
Ritviz
Singer
![Ritviz - Pran [Official Lyric Video]](https://wsrv.nl/?url=https%3A%2F%2Fpbcdnw.aoneroom.com%2Fimage%2F2024%2F10%2F23%2F18501615cc1a027eefc7977e0468f578.jpg&w=1200&output=webp&q=80)
![Ritviz - Pran [Official Lyric Video]](https://wsrv.nl/?url=https%3A%2F%2Fpbcdnw.aoneroom.com%2Fimage%2F2024%2F10%2F23%2F18501615cc1a027eefc7977e0468f578.jpg&w=400&output=webp&q=80)
5th track from my album DEV! Track composed, produced & performed by Ritviz Written by Ritviz & Anvita Bharti LYRICS - Mai Khaama kha Chala chala aur badhta gaya Tumhari raah mein saath saans leta gaya Toh keh do na Hume aach toh dedo na Ek baat toh chedo na Jazbaat mein kho le na O meri heer Ho na khafa O meri heer Chal na rula Na kar aafra Labrez kar na Aa bhi ja Dil mera kuwara dil mera x4 O Dil mera kuwara dil mera x4 Jo gaaye….. Feeki feeki zindagani Bhar de tu fagun ke rang sare rang sare Pran mere Andhiyari kaari ratein Kar de tu poonam ki Ujiyare ujiyare Jaan mere Jaan mere pran mere Agaaz kar unwan de Anjam de kuch naam de Iss geet ko pehchaan le Mai Khaama kha Chala chala aur badhta gaya Tumhari raah mein saath saans leta gaya Tumhari raah mein saath saans leta gaya O meri heer Ho na khafa O meri heer Chal na rula Na kar aafra Labrez kar na Aa bhi ja Dil mera kuwara dil mera x4 O Dil mera kuwara dil mera x4 Jo gaaye….. Jaise koyal gunn gunnate hue tum taare timm timmate Waise angna mein tum aaye saari kaynaat muskuraaye Kaynaat muskuraaye Saari kaynaat muskuraaye Kaynaat muskuraaye Kaynaat Mai Khaama kha Chala chala aur badhta gaya Tumhari raah mein saath saans leta gaya Tumhari raah mein saath saans leta gaya
Download subtitle files for this content
No subtitle files available for this title.

Ritviz
Singer